Title (Indic)पहले सौ बार इधर और उधर देखा है WorkEk Nazar Year1972 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiपहले सौ बार इधर और उधर देखा है तब कहीं डर के तुम्हें एक नज़र देखा है हम पे हँसती है जो दुनियाँ उसे देखा ही नहीं हम ने उस शोख को अए दीदा-ए-तर देखा है आज इस एक नज़र पर मुझे मर जाने दो उस ने लोगों बड़ी मुश्किल से इधर देखा है क्या ग़लत है जो मैं दीवाना हुआ, सच कहना मेरे महबूब को तुम ने भी अगर देखा है Englishpahle sau bār idhar aur udhar dekhā hai tab kahīṅ ḍar ke tumheṅ ek nazar dekhā hai ham pe hṇstī hai jo duniyāṇ use dekhā hī nahīṅ ham ne us śhokh ko ae dīdā-e-tar dekhā hai āj is ek nazar par mujhe mar jāne do us ne logoṅ baṛī muśhkil se idhar dekhā hai kyā ġhalat hai jo maiṅ dīvānā huā, sach kahnā mere mahbūb ko tum ne bhī agar dekhā hai