Title (Indic)मुझे देखकर आप का मुस्कुराना WorkEk Musafir Ek Hasina Year1962 LanguageHindi Credits Role Artist Music O.P. Nayyar Performer Mohammad Rafi LyricsHindiमुझे देखकर आप का मुस्कुराना मोहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है ? मुझे तुम बेगाना कह लो, या के दीवाना मगर ये दीवाना जाने, दिल का फसाना बनावट में दिल की हक़ीकत छूपाना मोहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है ? ख़यालों में खोई खोई रहती हो ऐसे मुसव्वीर की चलती फिरती तस्वीर जैसे अदा आशिकी की नज़र शायराना मोहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है ? Englishmujhe dekhkar āp kā muskurānā mohabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai ? mujhe tum begānā kah lo, yā ke dīvānā magar ye dīvānā jāne, dil kā phasānā banāvaṭ meṅ dil kī haqīkat chhūpānā mohabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai ? khayāloṅ meṅ khoī khoī rahtī ho aise musavvīr kī chaltī phirtī tasvīr jaise adā āśhikī kī nazar śhāyrānā mohabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai ?