Ek lamhaa mayakde men jo ham log aa gaye

एक लम्हा मयकदे में जो हम लोग आ गये
Year
Language

एक लम्हा मयकदे में जो हम लोग आ गये
कुछ बात-चीत कर गये कुछ हँस-हँसा गये

अब इसमें अपनी सुरत-ए-राना न देखिये
अब दिल के आईने में कई बाल आ गये

दम ले के एक लम्हा चले जायेंगे फ़क़ीर
सुनके तुम्हारे ख़ुल्द की तारीफ़ आ गये

कितने हसीन लोग थे जो मिल के एक बार
आँखों में जज़्ब हो गये दिल में समा गये

ek lamhā mayakde meṅ jo ham log ā gaye
kuchh bāt-chīt kar gaye kuchh hṇs-hṇsā gaye

ab ismeṅ apnī surat-e-rānā na dekhiye
ab dil ke āīne meṅ kaī bāl ā gaye

dam le ke ek lamhā chale jāyeṅge faqīr
sunke tumhāre khuld kī tārīf ā gaye

kitne hasīn log the jo mil ke ek bār
āṇkhoṅ meṅ jazab ho gaye dil meṅ samā gaye