Title (Indic)सुर मिले हैं गुल खिले हैं ... हम कहाँ आ गए WorkDus Year1997 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar-Ehsaan-Loy Performer Shankar Mahadevan Performer Asha Bhosle Performer Udit Narayan Writer Sameer LyricsHindiसुर मिले हैं गुल खिले हैं मस्ती में झूमे मेरा दिल क्या नज़ारे हैं क्या इशारे हैं आँखों के आगे है मंज़िल सुर मिले हैं … हम कहाँ आ गए हम कहाँ आ गए हो सुर मिले हैं … भंवरे ने कलियों से कहा मौसम ज़रा है बदगुमां हो ओ दुल्हन बनी है ये ज़मीं कितना सुहाना है समां ओ साँसों का गाना छेड़ो कोई फ़साना छेड़ो कोई तराना छेड़ो हाँ हम कहाँ आ गए … हां साथी जो कोई संग हो चलने का आता है मज़ा ओ तनहा गुज़ारे जो कोई ये ज़िंदगानी है सज़ा ओ यादों के रेले होंगे हे वादों के मेले होंगे हम ना अकेले होंगे हाँ हम कहाँ आ गए … सिंदूरी शाम हो गई पंछी घरों को चल पड़े हाँ दरिया की मौजे हैं थमीं पनघट पे खाली हैं घड़े ओ शबनम की प्याली प्याली पेड़ों की डाली डाली गाए कोयलिया काली हाँ हम कहाँ आ गए … Englishsur mile haiṅ gul khile haiṅ mastī meṅ jhūme merā dil kyā nazāre haiṅ kyā iśhāre haiṅ āṇkhoṅ ke āge hai maṅzil sur mile haiṅ … ham kahāṇ ā gae ham kahāṇ ā gae ho sur mile haiṅ … bhaṅvre ne kaliyoṅ se kahā mausam zarā hai badgumāṅ ho o dulhan banī hai ye zamīṅ kitnā suhānā hai samāṅ o sāṇsoṅ kā gānā chheṛo koī fasānā chheṛo koī tarānā chheṛo hāṇ ham kahāṇ ā gae … hāṅ sāthī jo koī saṅg ho chalne kā ātā hai mazā o tanhā guzāre jo koī ye ziṅdgānī hai sazā o yādoṅ ke rele hoṅge he vādoṅ ke mele hoṅge ham nā akele hoṅge hāṇ ham kahāṇ ā gae … siṅdūrī śhām ho gaī paṅchhī gharoṅ ko chal paṛe hāṇ dariyā kī mauje haiṅ thamīṅ panghaṭ pe khālī haiṅ ghaṛe o śhabnam kī pyālī pyālī peṛoṅ kī ḍālī ḍālī gāe koyliyā kālī hāṇ ham kahāṇ ā gae …