Title (Indic)चाँदनी रूप की या किरन धूप की WorkDus Year1997 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar-Ehsaan-Loy Performer Shankar Mahadevan Writer Sameer LyricsHindiचाँदनी रूप की या किरन धूप की सुरमई सी घटा या सुबह की हवा ख्वाब जैसी लगी तुझको कैसी लगी वो मेरी दिलरुबा दिल मेरे तू बता चाँदनी रूप की या किरन धूप की खुश्बुओं की लहर के जवां गुलमोहर तितलियों की तरह उम्र से बेखबर फूल बनती कली कोकिला मनचली ख्वाब जैसी लगी … चाँदनी रूप की या किरन धूप की वे माहिया वे छड देस न जा रागिनी राग की शोखियां फ़ाग की मीर की तू गज़ल नज़्म थी दाग की आसमां की परी या के जादूगरी ख्वाब जैसी लगी … Englishchāṇdnī rūp kī yā kiran dhūp kī surmaī sī ghaṭā yā subah kī havā khvāb jaisī lagī tujhko kaisī lagī vo merī dilrubā dil mere tū batā chāṇdnī rūp kī yā kiran dhūp kī khuśhbuoṅ kī lahar ke javāṅ gulmohar titliyoṅ kī tarah umr se bekhabar phūl bantī kalī kokilā manachlī khvāb jaisī lagī … chāṇdnī rūp kī yā kiran dhūp kī ve māhiyā ve chhaḍ des na jā rāginī rāg kī śhokhiyāṅ fāg kī mīr kī tū gazal nazam thī dāg kī āsmāṅ kī parī yā ke jādūgrī khvāb jaisī lagī …