Duniyaa hnse hnstee rahe main hoon gnvaar

दुनिया हँसे हँसती रहे मैं हूँ गँवार्
Work
Year
Language

दुनिया हँसे हँसती रहे -2
मैं हूँ गँआर मुझे सबसे है प्यार

नगरी-नगरी गाता चल प्यार का राग सुनाता चल
प्यार सनम है प्यार ख़ुदा दुनिया को समझाता चल
सुने ना सुने कोई तेरी पुकार
दुनिया हँसे …

तुझसे भी प्यार मुझे इनसे भी प्यार
राम से भी प्यार है रहीम से भी प्यार
दुनिया हँसे …

ना मैं साधू-सन्यासी ना मैं जोगी-वनवासी
घूम के आया गंगा-जमना लेकिन अब तक है प्यासी
तन की ढोलक मन का सितार
दुनिया हँसे …

कितने ही धनवान मिले धरती के भगवान मिले
एक तमन्ना बाक़ी है इनमें कोई इनसान मिले
जिसको सलाम करूँ सौ-सौ बार
दुनिया हँसे …

duniyā hṇse hṇstī rahe -2
maiṅ hūṇ gṇār mujhe sabse hai pyār

nagrī-nagrī gātā chal pyār kā rāg sunātā chal
pyār sanam hai pyār khudā duniyā ko samjhātā chal
sune nā sune koī terī pukār
duniyā hṇse …

tujhse bhī pyār mujhe inse bhī pyār
rām se bhī pyār hai rahīm se bhī pyār
duniyā hṇse …

nā maiṅ sādhū-sanyāsī nā maiṅ jogī-vanvāsī
ghūm ke āyā gaṅgā-jamnā lekin ab tak hai pyāsī
tan kī ḍholak man kā sitār
duniyā hṇse …

kitne hī dhanvān mile dhartī ke bhagvān mile
ek tamannā bāqī hai inmeṅ koī insān mile
jisko salām karūṇ sau-sau bār
duniyā hṇse …