दोस्त कहाँ कोई तुमसा तुमसा नहीं कोई मिस्तेर्
दोस्त कहाँ कोई तुमसा
तुमसा नहीं कोई mister
कभी तुम darling कभी महबूबा
कभी तुम भोली-भाली sister
oh sister
दोस्त कहाँ कोई तुमसा
तुमसा नहीं कोई sister
चली गई
जाने दो
( एक घूँट में पारवती तुम
एक घूँट में चन्द्रमुखी ) -2
एक बार लग जाओ गले से
देवदास हैं बड़े दुखी
ऊँ
एक बूँद में Churchil हो गये
एक बूँद में Hitler
ए ए ए ए ए
दोस्त कहाँ कोई तुमसा
तुमसा नहीं कोई mister
( rum चढ़े तो ग़म उतरेंगे
whisky से दुख खिसके ) -2
jin से भागे भूत लगोड़ा
तुम किसके हम किसके
रात को पी के बोरिया ढूँढेँ
दिन को ढूँढेँ बिस्तर
mister
वाह हा
दोस्त कहाँ कोई तुमसा
तुमसा नहीं कोई mister
( किसकी आँख का आँसू है ये
तैर रहा है प्याले में ) -2
डूब ना जाये अन्धेरे में
खेँचो इसे उजाले में
ये किसके सिन्दूर से मैंए -2
दाग़ लिया है दिल पर
दोस्त कहाँ कोई तुमसा
dost kahāṇ koī tumsā
tumsā nahīṅ koī mister
kabhī tum darling kabhī mahbūbā
kabhī tum bholī-bhālī sister
oh sister
dost kahāṇ koī tumsā
tumsā nahīṅ koī sister
chalī gaī
jāne do
( ek ghūṇṭ meṅ pāravtī tum
ek ghūṇṭ meṅ chandrmukhī ) -2
ek bār lag jāo gale se
devdās haiṅ baṛe dukhī
ūṇ
ek būṇd meṅ Churchil ho gaye
ek būṇd meṅ Hitler
e e e e e
dost kahāṇ koī tumsā
tumsā nahīṅ koī mister
( rum chaṛhe to ġham utreṅge
whisky se dukh khiske ) -2
jin se bhāge bhūt lagoṛā
tum kiske ham kiske
rāt ko pī ke boriyā ḍhūṇḍheṇ
din ko ḍhūṇḍheṇ bistar
mister
vāh hā
dost kahāṇ koī tumsā
tumsā nahīṅ koī mister
( kiskī āṇkh kā āṇsū hai ye
tair rahā hai pyāle meṅ ) -2
ḍūb nā jāye andhere meṅ
kheṇcho ise ujāle meṅ
ye kiske sindūr se maiṅe -2
dāġh liyā hai dil par
dost kahāṇ koī tumsā