दिन ख़ुशी का छुप गया रात ग़म की आ गई
दिन ख़ुशी का छुप गया
रात ग़म की आ गई -2
प्यार के जहान में
दर्द बन के छा गई -2
दिन ख़ुशी का छुप गया
रात ग़म की आ गई -2
याद आ के रह गई प्यार की कहानियाँ
आँसुओँ में बह गईं
प्यार की कहानियाँ -2
प्यार बन के जो खिली
वो कली मुरझा गई -2
दिन ख़ुशी का छुप गया
रात ग़म की आ गई -2
हाय क्यूँ बिछड़ गया-2
दिल से दिल मिला हुआ -2
तू नहीं तो ज़िंदगी
चराग है बुझा हुआ -2
दो दिलों के प्यार में
क्यूँ जुदाई आ गई -2
दिन ख़ुशी का छुप गया
रात ग़म की आ गई -2
रूठ के चले गये दिन मेरी बहार के
फूल ही बिखर गये
ज़िंदगी के हार के -2
दिल की आस टूट के
आँसुओं में आ गई -2
दिन ख़ुशी का छुप गया
रात ग़म की आ गई -2
प्यार के जहान में
दर्द बन के छा गई -2
din khuśhī kā chhup gayā
rāt ġham kī ā gaī -2
pyār ke jahān meṅ
dard ban ke chhā gaī -2
din khuśhī kā chhup gayā
rāt ġham kī ā gaī -2
yād ā ke rah gaī pyār kī kahāniyāṇ
āṇsuoṇ meṅ bah gaīṅ
pyār kī kahāniyāṇ -2
pyār ban ke jo khilī
vo kalī murjhā gaī -2
din khuśhī kā chhup gayā
rāt ġham kī ā gaī -2
hāy kyūṇ bichhaṛ gayā-2
dil se dil milā huā -2
tū nahīṅ to ziṅdgī
charāg hai bujhā huā -2
do diloṅ ke pyār meṅ
kyūṇ judāī ā gaī -2
din khuśhī kā chhup gayā
rāt ġham kī ā gaī -2
rūṭh ke chale gaye din merī bahār ke
phūl hī bikhar gaye
ziṅdgī ke hār ke -2
dil kī ās ṭūṭ ke
āṇsuoṅ meṅ ā gaī -2
din khuśhī kā chhup gayā
rāt ġham kī ā gaī -2
pyār ke jahān meṅ
dard ban ke chhā gaī -2