Dilvaalon k‌yaa dekh rahe ho in raahon men

दिलवालों क्‌या देख रहे हो इन राहों में
Year
Language

दिलवालों क्‌या देख रहे हो इन राहों में, इन राहों में
हद्द-ए-नज़र तक ये वीरानी साथ चलेगी, साथ चलेगी

सन्नाटे फिर शमआ के आँसू चाट रहे हैं, चाट रहे हैं
ये बस्ती जो उजड़ गई है अब न बसेगी, अब न बसेगी

घर के अंदर सारे जंगल का सन्नाटा, सन्नाटा
शाम हुई तो इस जंगल में हवा चलेगी, हवा चलेगी

जिनके हाथों दिल की ये तौहीन हुई है, तौहीन हुई है
उनके लिये भी ये दुनिया ऐसी न रहेगी, ऐसी न रहेगी

'रज़ि' मियाँ तुम शाम से कैसे चुप बैठे हो, चुप बैठे हो
कुछ तो बोलो ऐसी चुप से बात बढ़ेगी, बात बढ़ेगी

dilvāloṅ k‌yā dekh rahe ho in rāhoṅ meṅ, in rāhoṅ meṅ
hadd-e-nazar tak ye vīrānī sāth chalegī, sāth chalegī

sannāṭe phir śhamaā ke āṇsū chāṭ rahe haiṅ, chāṭ rahe haiṅ
ye bastī jo ujaṛ gaī hai ab na basegī, ab na basegī

ghar ke aṅdar sāre jaṅgal kā sannāṭā, sannāṭā
śhām huī to is jaṅgal meṅ havā chalegī, havā chalegī

jinke hāthoṅ dil kī ye tauhīn huī hai, tauhīn huī hai
unke liye bhī ye duniyā aisī na rahegī, aisī na rahegī

'razi' miyāṇ tum śhām se kaise chup baiṭhe ho, chup baiṭhe ho
kuchh to bolo aisī chup se bāt baṛhegī, bāt baṛhegī