Dilon ko torne vaalo tumhen kisee se k‌yaa

दिलों को तोड़ने वालो तुम्हें किसी से क्‌या
Year
Language

दिलों को तोड़ने वालो तुम्हें किसी से क्‌या
मिलो तो आँख चुरा लो तुम्हें किसी से क्‌या

मुझे ख़ुद अपनी नज़र में बना के बेगाना
जहाँ को अपना बना लो तुम्हें किसी से क्‌या

नज़र बचा के गुज़र जाओ मेरी तुर्बत से
किसी पे ख़ाक न डालो तुम्हें किसी से क्‌या

हमारी लरज़िश-ए-पा का ख़याल क्‌यूँ है तुम्हें
तुम अपनी चाल सम्भालो तुम्हें किसी से क्‌या

diloṅ ko toṛne vālo tumheṅ kisī se k‌yā
milo to āṇkh churā lo tumheṅ kisī se k‌yā

mujhe khud apnī nazar meṅ banā ke begānā
jahāṇ ko apnā banā lo tumheṅ kisī se k‌yā

nazar bachā ke guzar jāo merī turbat se
kisī pe khāk na ḍālo tumheṅ kisī se k‌yā

hamārī laraziśh-e-pā kā khayāl k‌yūṇ hai tumheṅ
tum apnī chāl sambhālo tumheṅ kisī se k‌yā