Dil ko hai tumse pyaar k‌yon, ye na bataa sakoongaa main

दिल को है तुमसे प्यार क्‌यों, ये न बता सकूँगा मैं
Year
Language

दिल को है तुमसे प्यार क्‌यों
ये न बता सकूँगा मैं

ये न बता सकूँगा मैं
दिल को है तुमसे प्यार क्‌यों, प्यार क्‌यों

(पहले मिलन कि छाँव में
तुमसे तुम्हारे गाँव में ) - 2
आँखें हुईं थी चार क्‌यों
ये न बता सकूँगा मैं
दिल को है …

(तुमको नज़र में रख लिया,
दिल में जिगर में रख लिया ) - 2
खुद मैं हुआ शिकार क्‌यों
ये न बता सकूँगा मैं
दिल को है …

(रूप की कुछ कमी नहीं
दुनिया में इक तुम्हीं नहीं ) - 2
पर मैं तुम्हारी याद में
रहता हूँ बेक़रार क्‌यों
ये न बता सकूँगा मैं
दिल को है …

dil ko hai tumse pyār k‌yoṅ
ye na batā sakūṇgā maiṅ

ye na batā sakūṇgā maiṅ
dil ko hai tumse pyār k‌yoṅ, pyār k‌yoṅ

(pahle milan ki chhāṇv meṅ
tumse tumhāre gāṇv meṅ ) - 2
āṇkheṅ huīṅ thī chār k‌yoṅ
ye na batā sakūṇgā maiṅ
dil ko hai …

(tumko nazar meṅ rakh liyā,
dil meṅ jigar meṅ rakh liyā ) - 2
khud maiṅ huā śhikār k‌yoṅ
ye na batā sakūṇgā maiṅ
dil ko hai …

(rūp kī kuchh kamī nahīṅ
duniyā meṅ ik tumhīṅ nahīṅ ) - 2
par maiṅ tumhārī yād meṅ
rahtā hūṇ beqrār k‌yoṅ
ye na batā sakūṇgā maiṅ
dil ko hai …