galyān sāṅkhlī sonyā chī,
hī porī konā chī,
galyān sāṅkhlī sonyā chī,
hī porī konā chī, (2)
iskī adā merā dil le gaī,
hī porī konā chī,
galyān sāṅkhlī sonyā chī,
hī porī konā chī,
ho jāye apnī agar dostī,
tū jo mile to mile ziṅdgī,
galyān sāṅkhlī sonyā chī,
hī porī konā chī
tū merā dil hai, jāne jigar hai
dil de diyā, tujhe dil de diyā
tū bhī achchhī lagī, dil ki sachchī lagī,
dil hai phidā, merā dil hai fidā
merā sapnā hai tū, merā sajnā hai tū
ho nā judā, kabhī ho nā judā
dam se hai tere ye rośhnī
hī porī konā chī
iskī adā merā dil le gaī
hī porī konā chī
(galyān sāṅkhlī sonyā chī
hī porī konā chī ) - 2
sājan tujhe mil jāyegā,
pyār bharā din āyegā,
jo pyār ḍhūṇḍhe hai terī nazar,
vo bhī tujhe mil jāyegā
mil jāyegā, tujhe mil jāyegā,
terā sajan tujhe mil jāyegā
ye hai rab se duā, ham sabkī duā,
sāthī terā koī ban jāyegā
āne lagī hai lab pe hṇsīṅ
hī porī konā chī
iskī adā merā dil le gayī
hī porī konā chī
(galyān sāṅkhlī sonyā chī,
hī porī konā chī ) - 2
dil me sajan hai, iskī lagan hai,
hogā yahīṅ, kahīṅ hogā yahīṅ - 2
āṇkh vīrān hai, dil pareśhān hai
kyā ho gayā, ise kyā ho gayā
ḍhūṇḍhtī hai jise, kahīṅ jāne jise,
khāmośh hai, baṛī khāmośh hai
uljhan me iskī hai, ye ziṅdgī
hī porī konā chī
(galyān sāṅkhlī sonyā chī,
hī porī konā chī ) - 2