दिल तो दिल है किसी दिन मचल जायेगा
दिल तो दिल है किसी दिन मचल जायेगा
एक दिन ये इरादा बदल जायेगा
चाहे हाँ कहिये, चाहे न कहिये …
ऐसा इशारा होगा होगा
दिल ये हमारा होगा होगा
जान-ए-जिगर माना तेरा
पत्थर जिगर है, पत्थर जिगर
लेकिन मेरी आहों में है
इतना असर, हाँ इतना असर
धीरे धीरे ये पत्थर पिघल जायेगा
एक दिन ये इरादा बदल जायेगा …
जादू चलेगा धीरे धीरे
गुस्सा ढलेगा धीरे धीरे
माह-ए-जबीं ये प्यार की
नाज़ुक उमर है नाज़ुक उमर
आयेगा दिल किस्पए कहाँ
किसको खबर है किसको खबर
दिल तुम्हारा किसी दिन फिसल जायेगा
एक दिन ये इरादा बदल जायेगा …
dil to dil hai kisī din machal jāyegā
ek din ye irādā badal jāyegā
chāhe hāṇ kahiye, chāhe na kahiye …
aisā iśhārā hogā hogā
dil ye hamārā hogā hogā
jān-e-jigar mānā terā
patthar jigar hai, patthar jigar
lekin merī āhoṅ meṅ hai
itnā asar, hāṇ itnā asar
dhīre dhīre ye patthar pighal jāyegā
ek din ye irādā badal jāyegā …
jādū chalegā dhīre dhīre
gussā ḍhalegā dhīre dhīre
māh-e-jabīṅ ye pyār kī
nāzuk umar hai nāzuk umar
āyegā dil kispae kahāṇ
kisko khabar hai kisko khabar
dil tumhārā kisī din phisal jāyegā
ek din ye irādā badal jāyegā …