Dil de kar dard liyaa main ne

दिल दे कर दर्द लिया मैं ने
Year
Language

दिल दे कर दर्द लिया मैं ने, मैं ने, मैं ने,
तेरे नाम की ख़ातिर, सजनी
अप्ने को, बद्नाम किया मैं ने
दिल दे कर दर्द लिया

तेरी हँसी में हँसी है मेरी
तेरी ख़ुशी में ख़ुशी है मेरी
यही सोच कर आँसू पिया है
आँसू पिया है मैं ने
दिल दे कर दर्द लिया …

मेरे गगन पर चमके थे जो तारे
तेरे घर के दीप बने,
दीप बने हैं सारे,
अपनी दुनिया को लुटा के
महफ़िल को तेरी बसा के
अपना हाल बदल दिया है
बदल दिया मैं ने
दिल दे कर दर्द लिया …

dil de kar dard liyā maiṅ ne, maiṅ ne, maiṅ ne,
tere nām kī khātir, sajnī
apne ko, badnām kiyā maiṅ ne
dil de kar dard liyā

terī hṇsī meṅ hṇsī hai merī
terī khuśhī meṅ khuśhī hai merī
yahī soch kar āṇsū piyā hai
āṇsū piyā hai maiṅ ne
dil de kar dard liyā …

mere gagan par chamke the jo tāre
tere ghar ke dīp bane,
dīp bane haiṅ sāre,
apnī duniyā ko luṭā ke
mahafil ko terī basā ke
apnā hāl badal diyā hai
badal diyā maiṅ ne
dil de kar dard liyā …