Title (Indic)खुदा भी आसमाँ से जब ज़मीं पर देखता होगा WorkDharti Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Mohammad Rafi LyricsHindiखुदा भी आसमाँ से जब ज़मीं पर देखता होगा मेरे महबूब को किसने बनाया सोचता होगा मुसव्विर खुद परेशां है की ये तस्वीर किसकी है बनोगी जिसकी तुम ऐसी हसीं तक़दीर किसकी है कभी वो जल रहा होगा, कभी खुश हो रहा होगा ज़माने भर की मस्ती को निगाहों में समेटा है कली से जिस्म को कितनी बहारों में लपेटा है हुआ तुमसा कोई पहले न कोई दूसरा होगा फ़रिश्ते भी यहाँ रातों को आकर घूमते होंगे जहाँ रखती हो तुम पाँव, जगह वो चूमते होंगे किसी के दिल पे क्या गुज़री, ये वो ही जानता होगा Englishkhudā bhī āsmāṇ se jab zamīṅ par dekhtā hogā mere mahbūb ko kisne banāyā sochtā hogā musavvir khud pareśhāṅ hai kī ye tasvīr kiskī hai banogī jiskī tum aisī hasīṅ taqdīr kiskī hai kabhī vo jal rahā hogā, kabhī khuśh ho rahā hogā zamāne bhar kī mastī ko nigāhoṅ meṅ sameṭā hai kalī se jism ko kitnī bahāroṅ meṅ lapeṭā hai huā tumsā koī pahle na koī dūsrā hogā fariśhte bhī yahāṇ rātoṅ ko ākar ghūmte hoṅge jahāṇ rakhtī ho tum pāṇv, jagah vo chūmte hoṅge kisī ke dil pe kyā guzrī, ye vo hī jāntā hogā