Title (Indic)तेरे चेहरे में वो जादू है, बिन डोर खिंचा जाता हूँ WorkDharmatma Year1975 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Kishore Kumar Writer Indivar LyricsHindiतेरे चेहरे में वो जादू है, बिन डोर खिंचा जाता हूँ जाना होता है और कहीं, तेरी ओर चला आता हूँ तेरी हीरे जैसी आँखें, आँखों में हैं लाखों बातें बातों में रस की बरसातें, मुझ में प्यार की प्यास जगाए तू जो एक नज़र डालें, जी उठे मरनेवाले लब तेरे अमृत के प्याले, दिल में जीने की आस बढ़ाए चल पड़ते हैं तेरे साथ कदम मैं रोक नहीं पाता हूँ जब से तुझ को देखा है, देख के खुदा को माना है मान के दिल ये कहता है, मेरी खुशियों का तू है खजाना दे दे प्यार की मंज़ूरी, कर दे कमी मेरी पूरी तुझसे थोड़ी भी दूरी, मुझको करती है दीवाना पाना तुझको मुश्किल ही सही, पाने को मचल जाता हूँ Englishtere chehre meṅ vo jādū hai, bin ḍor khiṅchā jātā hūṇ jānā hotā hai aur kahīṅ, terī or chalā ātā hūṇ terī hīre jaisī āṇkheṅ, āṇkhoṅ meṅ haiṅ lākhoṅ bāteṅ bātoṅ meṅ ras kī barsāteṅ, mujh meṅ pyār kī pyās jagāe tū jo ek nazar ḍāleṅ, jī uṭhe marnevāle lab tere amṛt ke pyāle, dil meṅ jīne kī ās baṛhāe chal paṛte haiṅ tere sāth kadam maiṅ rok nahīṅ pātā hūṇ jab se tujh ko dekhā hai, dekh ke khudā ko mānā hai mān ke dil ye kahtā hai, merī khuśhiyoṅ kā tū hai khajānā de de pyār kī maṅzūrī, kar de kamī merī pūrī tujhse thoṛī bhī dūrī, mujhko kartī hai dīvānā pānā tujhko muśhkil hī sahī, pāne ko machal jātā hūṇ