धल गया दिन हो गई शाम जाने दो जाना है
आ: ढल गया दिन हो गई शाम जाने दो जाना है
र: अभी-अभी तो आई हो अभी-अभी जाना है
आ: ढल गया दिन …
र: सितम मेरे दिल पे जो ढाए क़सम लगे उसको मेरी जो जाए
आ: ना ऐसे देखो मुझे न रोको ज़रा ये सोचो बुरा ज़माना है
र: अभी-अभी तो आई …
आ: गुज़ारी साथ हमने कई रातें न जाने कब ख़त्म होंगी तेरी बातें
र: अभी न जाना कोई तराना कोई फ़साना अभी सुनाना है
आ: ढल गया दिन …
र: बनाते हो ये रोज़ ही बहाना न जाने देगा आज तुमको ये दीवाना
आ: माना जी माना तू है दीवाना मेरा दीवाना बड़ा सयाना है
आ: ढल गया दिन …
ā: ḍhal gayā din ho gaī śhām jāne do jānā hai
ra: abhī-abhī to āī ho abhī-abhī jānā hai
ā: ḍhal gayā din …
ra: sitam mere dil pe jo ḍhāe qasam lage usko merī jo jāe
ā: nā aise dekho mujhe na roko zarā ye socho burā zamānā hai
ra: abhī-abhī to āī …
ā: guzārī sāth hamne kaī rāteṅ na jāne kab khatm hoṅgī terī bāteṅ
ra: abhī na jānā koī tarānā koī fasānā abhī sunānā hai
ā: ḍhal gayā din …
ra: banāte ho ye roz hī bahānā na jāne degā āj tumko ye dīvānā
ā: mānā jī mānā tū hai dīvānā merā dīvānā baṛā sayānā hai
ā: ḍhal gayā din …