Title (Indic)मोरे पिया डरता है देखो मोरा जिया हो WorkDevdas Year2002 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ismail Darbar Performer Shreya Ghoshal Performer Jaspinder Narula Writer Sameer LyricsHindiऐ मोरे मोरे पिया हा हा हा आसमान की बाहों में चाँद अकेला ठहरा था हे हे रात की जवानी पे चाँदनी का पहरा था हे हे हे रुनझुन रुनझुन हवा का झोंका उजली उजली रात तारों की डोली में आई झिलमिलाती जुगनू की बारात सबके होंठों पे ठहरी थी आके कोई बात ढोल मंजीरे बजने लगे पड़ी डफ़ली पर थाप और ठुमक ठुमक कर नाच रही थी मेरी राधा प्यारी हाँ ठुमक ठुमक कर नाच रही थी मेरी राधा प्यारी जाने कहाँ से रास रचाने आया छैला गिरधारी मोरे पिया डरता है देखो मोरा जिया हो हाँ ओ मोरे पिया हे हे हे हे हे हे हे हे हे ना बइयाँ धरो आती है मुझे शरम हाँ छोड़ दो तुम को है मेरी कसम ना ज़िद ना करो जाने दो मुझे बलम देखो दूँगी मैं गारी ओ बाँवरे चलो हटो सताओ ना मोरे पिया डरता है देखो मोरा जिया हो हो मोरे पिया डरता है देखो मोरा जिया हो मोरे पिया करे कृष्ण रास राधा के संग जमुना के तीर बाजे मृदंग करे कृष्ण रास राधा के संग अधरों पे गीत मन में उमंग करे कृष्ण रास राधा के संग साँसों में प्यास तन में तरंग करे कृष्ण रास राधा के संग इसे देख देख दुनिया है दंग करे कृष्ण रास राधा के संग् Englishai more more piyā hā hā hā āsmān kī bāhoṅ meṅ chāṇd akelā ṭhahrā thā he he rāt kī javānī pe chāṇdnī kā pahrā thā he he he runjhun runjhun havā kā jhoṅkā ujlī ujlī rāt tāroṅ kī ḍolī meṅ āī jhilmilātī jugnū kī bārāt sabke hoṅṭhoṅ pe ṭhahrī thī āke koī bāt ḍhol maṅjīre bajne lage paṛī ḍaflī par thāp aur ṭhumak ṭhumak kar nāch rahī thī merī rādhā pyārī hāṇ ṭhumak ṭhumak kar nāch rahī thī merī rādhā pyārī jāne kahāṇ se rās rachāne āyā chhailā girdhārī more piyā ḍartā hai dekho morā jiyā ho hāṇ o more piyā he he he he he he he he he nā baiyāṇ dharo ātī hai mujhe śharam hāṇ chhoṛ do tum ko hai merī kasam nā zid nā karo jāne do mujhe balam dekho dūṇgī maiṅ gārī o bāṇvre chalo haṭo satāo nā more piyā ḍartā hai dekho morā jiyā ho ho more piyā ḍartā hai dekho morā jiyā ho more piyā kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg jamunā ke tīr bāje mṛdaṅg kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg adhroṅ pe gīt man meṅ umaṅg kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg sāṇsoṅ meṅ pyās tan meṅ taraṅg kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg ise dekh dekh duniyā hai daṅg kare kṛṣhṇ rās rādhā ke saṅg