Title (Indic)दिलदार के क़दमों में ... अब आगे तेरी मर्ज़ी WorkDevdas Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sachin Dev Burman Performer Lata Mangeshkar Writer Sahir Ludhianvi LyricsHindiदिलदार के क़दमों में आ आ आ दिलदार के क़दमों में दिल डाल के नज़राना महफ़िल से उठा और ये कहने लगा दीवाना पुरुष: क्या अब आगे तेरी मर्ज़ी हो आगे तेरी मर्ज़ी हो मोरे सैंयाँ हो मोरे बलमा बेदर्दी आगे तेरी मर्ज़ी आगे तेरी मर्ज़ी सजनवा आगे तेरी मर्ज़ी पिहरवा आगे तेरी मर्ज़ी न पूछ हमसे के क्यों सोगवार बैठे हैं तेरी अदाओं पे हम दिल को वार बैठे हैं लबों पे जान है और बेक़रार बैठे हैं निगाह मिलने के उम्मीदवार बैठे हैं पुरुष: सच्ची अब आगे तेरी मर्ज़ी … सीने में मोहब्बत के जज़्बात का तूफ़ाँ है जीने की भी हसरत है मरने का भी अरमाँ है अब आगे तेरी मर्ज़ी हो आगे तेरी मर्ज़ी हो मोरे सैंयाँ हो मोरे बलमा बेदर्दी आगे तेरी मर्ज़ी आगे तेरी मर्ज़ी ज़ुल्मी आगे तेरी मर्ज़ी निर्दई आगे तेरी मर्ज़ी Englishdildār ke qadmoṅ meṅ ā ā ā dildār ke qadmoṅ meṅ dil ḍāl ke nazrānā mahafil se uṭhā aur ye kahne lagā dīvānā puruṣh: kyā ab āge terī marzī ho āge terī marzī ho more saiṅyāṇ ho more balmā bedardī āge terī marzī āge terī marzī sajanvā āge terī marzī piharvā āge terī marzī na pūchh hamse ke kyoṅ sogvār baiṭhe haiṅ terī adāoṅ pe ham dil ko vār baiṭhe haiṅ laboṅ pe jān hai aur beqrār baiṭhe haiṅ nigāh milne ke ummīdvār baiṭhe haiṅ puruṣh: sachchī ab āge terī marzī … sīne meṅ mohabbat ke jazbāt kā tūfāṇ hai jīne kī bhī hasrat hai marne kā bhī armāṇ hai ab āge terī marzī ho āge terī marzī ho more saiṅyāṇ ho more balmā bedardī āge terī marzī āge terī marzī zulmī āge terī marzī nirdaī āge terī marzī