Title (Indic)छोड़िए गुस्सा हुज़ूर ऐसी नाराज़ी भी क्या WorkDetective Year1958 LanguageHindi Credits Role Artist Music Mukul Roy Performer Mohammad Rafi Writer Shailendra LyricsHindiछोड़िए गुस्सा हुज़ूर ऐसी नाराज़ी भी क्या हमने तो जो कुछ किया दिल के कहने पर किया आपकी मर्ज़ी अब जो चाहे दीजिए सज़ा सीने के पार कर दो तिरछी नज़र का तीर हम चुप हैं लो पहना भी दो ज़ुल्फ़ों की ये ज़ंजीर यूँ भी घायल कर गई आपकी हर एक अदा गालों पे ये लाली बदला हुआ तेवर क्या ख़ूब ये तस्वीर है तुमको नहीं ख़बर अब उधर मुँह फेर के मुस्करा दीजिए ज़रा इस बेज़बान दिल को रख लीजिए ग़ुलाम हम थे सही अब आप भी हो जाएँगे बदनाम बस में कर के देखिए अब ये दिल है आपका Englishchhoṛie gussā huzūr aisī nārāzī bhī kyā hamne to jo kuchh kiyā dil ke kahne par kiyā āpkī marzī ab jo chāhe dījie sazā sīne ke pār kar do tirchhī nazar kā tīr ham chup haiṅ lo pahnā bhī do zulfoṅ kī ye zaṅjīr yūṇ bhī ghāyal kar gaī āpkī har ek adā gāloṅ pe ye lālī badlā huā tevar kyā khūb ye tasvīr hai tumko nahīṅ khabar ab udhar muṇh pher ke muskrā dījie zarā is bezbān dil ko rakh lījie ġhulām ham the sahī ab āp bhī ho jāeṇge badnām bas meṅ kar ke dekhie ab ye dil hai āpkā