देखा है ज़िंदगी को कुछ इतना करीब से
देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से
चहरे तमाम लगने लगे हैं अजीब से
कहने को दिल की बात जिन्हें ढूँढते थे हम - 2
महफ़िल मेइं आ गये हैं वो अपने नसीब से
देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से
नीलम हो रहा था किसी नाज़नीन का प्यार - 2
क़ीमत नहीं चुकाई गैइ इक ग़रीब से
देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से
तेरी वफ़ा की लाश पे ला मैं ही डाल दूँ - 2
रेशम का ये कफ़न जो मिला है रक़ीब से
देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से
dekhā hai ziṅdgī ko, kuchh itnā karīb se
chahre tamām lagne lage haiṅ ajīb se
kahne ko dil kī bāt jinheṅ ḍhūṇḍhte the ham - 2
mahafil meiṅ ā gaye haiṅ vo apne nasīb se
dekhā hai ziṅdgī ko, kuchh itnā karīb se
nīlam ho rahā thā kisī nāznīn kā pyār - 2
qīmat nahīṅ chukāī gaii ik ġharīb se
dekhā hai ziṅdgī ko, kuchh itnā karīb se
terī vafā kī lāśh pe lā maiṅ hī ḍāl dūṇ - 2
reśham kā ye kafan jo milā hai raqīb se
dekhā hai ziṅdgī ko, kuchh itnā karīb se