देख सकते नहीं तुमको जी भर के हम्
देख सकते नहीं तुमको जी भर के हम
दिल में किसके ग़ुमां क्या गुज़र जाएगा
तुमको अपना कहें तो कहें किस तरह
सारी महफ़िल का चेहरा उतर जाएगा
देख सकते नहीं …
तुम भी बेताब हो हम भी बेचैन हैं
दिल से मिलने की हसरत मचलने लगी
सब्र का अब तो दामन सुलगने लगा
प्यार की आग सीने में जलने लगी
तुमसे मिलने न पाए अगर आज हम
लगता है दिल ही ठहर जाएगा
देख सकते नहीं …
हो किसी देश में या किसी भेष में
शक्लें अपनों की पहचान लेता है दिल
तुम कहो न कहो हम कहें ना कहें
बात दिल की तो खुद जान लेता है दिल
सामने बस यूँ ही मुस्कराते रहो
ज़िन्दगी का मुक़द्दर सँवर जाएगा
देख सकते नहीं …
dekh sakte nahīṅ tumko jī bhar ke ham
dil meṅ kiske ġhumāṅ kyā guzar jāegā
tumko apnā kaheṅ to kaheṅ kis tarah
sārī mahafil kā chehrā utar jāegā
dekh sakte nahīṅ …
tum bhī betāb ho ham bhī bechain haiṅ
dil se milne kī hasrat machalne lagī
sabr kā ab to dāman sulagne lagā
pyār kī āg sīne meṅ jalne lagī
tumse milne na pāe agar āj ham
lagtā hai dil hī ṭhahar jāegā
dekh sakte nahīṅ …
ho kisī deśh meṅ yā kisī bheṣh meṅ
śhakleṅ apnoṅ kī pahchān letā hai dil
tum kaho na kaho ham kaheṅ nā kaheṅ
bāt dil kī to khud jān letā hai dil
sāmne bas yūṇ hī muskrāte raho
zindgī kā muqaddar sṇvar jāegā
dekh sakte nahīṅ …