दीवाने हो के हम मिलने लगे
दीवाने हो के हम मिलने लगे सनम जब से जुड़े हैं सिलसिले
आँखों से रूठ कर नींदें चली गईं ना जाने कैसे गुल खिले
ना जाने कैसे प्यार हुआ न जाने कब इकरार हुआ
के अपनी बात बन गई
दीवाने हो के हम …
धड़कता है दिल तुम्हारे लिए
ऐ हुस्न-ए-जां ज़रा सोचिए
हां ये क्या दिल्लगी ये क्या है सितम
आए अभी अभी चल दिए
मिटेंगे कैसे ये फ़ासले
दीवाने हो के हम …
मुक़द्दर मेरा संवर जाने दो
दिल जो कहे वो कर जाने दो
हो मेरी बाहों में चले आओ तुम
हद से मुझे गुज़र जाने दो
के आओ लगा लूं तुमको गले
दीवाने हो के हम …
dīvāne ho ke ham milne lage sanam jab se juṛe haiṅ silsile
āṇkhoṅ se rūṭh kar nīṅdeṅ chalī gaīṅ nā jāne kaise gul khile
nā jāne kaise pyār huā na jāne kab ikrār huā
ke apnī bāt ban gaī
dīvāne ho ke ham …
dhaṛaktā hai dil tumhāre lie
ai husn-e-jāṅ zarā sochie
hāṅ ye kyā dillgī ye kyā hai sitam
āe abhī abhī chal die
miṭeṅge kaise ye fāsle
dīvāne ho ke ham …
muqaddar merā saṅvar jāne do
dil jo kahe vo kar jāne do
ho merī bāhoṅ meṅ chale āo tum
had se mujhe guzar jāne do
ke āo lagā lūṅ tumko gale
dīvāne ho ke ham …