चुपके चुपके सखियों से वो बातें करना भूल गई
चुपके चुपके सखियों से वो बातें करना भूल गई
मुझको देखा पनघट पे तो पानी भरना भूल गई
चुपके चुपके सखियों से …
पहले शायद उसको मेरे चेहरे का अंदाज़ ना था
मुझसे आँखें टकराईं तो खुद पे मरना भूल गई
चुपके चुपके सखियों से …
सच पूछो तो मेरी वजह से उसको ऐसा रोग लगा
काजल मेहंदी कंगन बिंदिया से संवरना भूल गई
चुपके चुपके सखियों से …
क्या जाने कब उससे मिलने आ जाऊं इस ख्वाहिश में
छत पर बैठी रहती है वो छत से उतरना भूल गई
चुपके चुपके सखियों से …
chupke chupke sakhiyoṅ se vo bāteṅ karnā bhūl gaī
mujhko dekhā panghaṭ pe to pānī bharnā bhūl gaī
chupke chupke sakhiyoṅ se …
pahle śhāyad usko mere chehre kā aṅdāz nā thā
mujhse āṇkheṅ ṭakrāīṅ to khud pe marnā bhūl gaī
chupke chupke sakhiyoṅ se …
sach pūchho to merī vajah se usko aisā rog lagā
kājal mehaṅdī kaṅgan biṅdiyā se saṅvarnā bhūl gaī
chupke chupke sakhiyoṅ se …
kyā jāne kab usse milne ā jāūṅ is khvāhiśh meṅ
chhat par baiṭhī rahtī hai vo chhat se utarnā bhūl gaī
chupke chupke sakhiyoṅ se …