Chooriyaan baazaar se mangvaa de

चूड़ियाँ बाज़ार से मंगवा दे
Year
Language

आ: चूड़ियाँ बाज़ार से मंगवा दे रे पहले सैंया
पकड़ फिर बैंया ओ पकड़ फिर बैंया
रेशमी सलवार तो सिलवा दे रे पहले सैंया
पकड़ फिर बैंया …

र: गोरे मुखड़े से गोरी सरका दे चुनर रंग लेने दे
कच्चा रंग है उतर जाएगा न डर रंग लेने दे
आ: जो उतरे ना फिर अंग से मोहे रंग दे ऐसे रंग से
प्यार ज़रा गुलाल में मिला ले हो पहले सैंया
पकड़ फिर बैंया …

र: माने बात जो तू एक मेरी मैं मानूँ सौ बातें
तेरे क़दमों में डाल दूँ ला के ज़माने की सौग़ाते
आ: पहले ले दे मुझको घाघरा फिर ले चल मुझको आगरा
ताजमहल की सैर तो करवा दे रे पहले सैंया
पकड़ फिर बैंया …

ā: chūṛiyāṇ bāzār se maṅgvā de re pahle saiṅyā
pakaṛ phir baiṅyā o pakaṛ phir baiṅyā
reśhmī salvār to silvā de re pahle saiṅyā
pakaṛ phir baiṅyā …

ra: gore mukhaṛe se gorī sarkā de chunar raṅg lene de
kachchā raṅg hai utar jāegā na ḍar raṅg lene de
ā: jo utre nā phir aṅg se mohe raṅg de aise raṅg se
pyār zarā gulāl meṅ milā le ho pahle saiṅyā
pakaṛ phir baiṅyā …

ra: māne bāt jo tū ek merī maiṅ mānūṇ sau bāteṅ
tere qadmoṅ meṅ ḍāl dūṇ lā ke zamāne kī sauġhāte
ā: pahle le de mujhko ghāghrā phir le chal mujhko āgrā
tājamahal kī sair to karvā de re pahle saiṅyā
pakaṛ phir baiṅyā …