चूड़ी जो खनकी हाथों में हाय
याद पिया की आने लगी हाय भीगी भीगी रातों में
चूड़ी जो खनकी …
ठंडी ठंडी पवन चले तन मन में हाय आग लगे
तेरे प्यार की चिंगारी अंग अंग में हाय मेरे जले
रिमझिम सी बरसातों में हाय
याद पिया की …
अबके बरस हाय ये सावन जान न मेरी ले जाए अरे
धक धक मोरा जिया करे तन से चुनर जब उड़ जाए
बोले जो कोयल बागों में हाय
याद पिया की …
chūṛī jo khankī hāthoṅ meṅ hāy
yād piyā kī āne lagī hāy bhīgī bhīgī rātoṅ meṅ
chūṛī jo khankī …
ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī pavan chale tan man meṅ hāy āg lage
tere pyār kī chiṅgārī aṅg aṅg meṅ hāy mere jale
rimjhim sī barsātoṅ meṅ hāy
yād piyā kī …
abke baras hāy ye sāvan jān na merī le jāe are
dhak dhak morā jiyā kare tan se chunar jab uṛ jāe
bole jo koyal bāgoṅ meṅ hāy
yād piyā kī …