छुड़ाया है यूँ उसने दामन मचल के
छुड़ाया है यूँ उसने दामन मचल के
के ख़ुद ज़िंदगी रह गयी हाथ मल के
हरी में तसव्वुर में रक्साँ हैं अब तक
वो रंगीन शामें वो रोशन धुँधलके
उन अश्क़ों की क़ीमत कोई मुझसे पूछे
जो निकले तबस्सुम के साँचे में ढल के
'सुरूर्' उसने यूँ आज नज़रें मिलाईं
के दिल रह गया जैसे करवट बदल के
chhuṛāyā hai yūṇ usne dāman machal ke
ke khud ziṅdgī rah gayī hāth mal ke
harī meṅ tasavvur meṅ raksāṇ haiṅ ab tak
vo raṅgīn śhāmeṅ vo rośhan dhuṇdhalke
un aśhqoṅ kī qīmat koī mujhse pūchhe
jo nikle tabassum ke sāṇche meṅ ḍhal ke
'surūr' usne yūṇ āj nazreṅ milāīṅ
ke dil rah gayā jaise karavaṭ badal ke