Chhor musaafir maayaa nagar

छोड़ मुसाफ़िर माया नगर्
Year
Language

छोड़ मुसाफ़िर माया नगर
अब प्रेम नगर को जाना है
इस दुनिया की सफ़र बड़ी है
जीवन का न ठिकाना है
अब प्रेम नगर को जाना है …

(आलम सारा जा रहा है
तेरा दिन भी आ रहा है) - 2
(प्रेम का सौदा कर ले मुसाफ़िर
पीछे नहीं पछताना है) -2
प्रेम नगर को जाना है …

(पुत्र पोता कोई न अपना
कोई न अपना कोई न अपना) -2
(माया रथ का झूठा सपना) - 2
देख मुसाफ़िर कदम कदम पर
जग का दण्ड चुकाना है
अब प्रेम नगर को जाना है …

chhoṛ musāfir māyā nagar
ab prem nagar ko jānā hai
is duniyā kī safar baṛī hai
jīvan kā na ṭhikānā hai
ab prem nagar ko jānā hai …

(ālam sārā jā rahā hai
terā din bhī ā rahā hai) - 2
(prem kā saudā kar le musāfir
pīchhe nahīṅ pachhtānā hai) -2
prem nagar ko jānā hai …

(putr potā koī na apnā
koī na apnā koī na apnā) -2
(māyā rath kā jhūṭhā sapnā) - 2
dekh musāfir kadam kadam par
jag kā daṇḍ chukānā hai
ab prem nagar ko jānā hai …