Chher mere hamraahee geet koee aisaa

छेड़ मेरे हमराही गीत कोई ऐसा
Work
Year
Language

छेड़ मेरे हमराही गीत कोई ऐसा
उम्र भर हम जिसे गुनगुनाते रहें
छेड़ मेरे हमराही …

मिलके न बिछड़ें ये दिल ये पल ये आँखें
आए ना आए ना ये रुत ये दिन ये रातें
मौसम बाग़ों में आते-जाते रहें
छेड़ मेरे हमराही …

मुड़के न देखेंगे ये पल ये राहें
पीछे रह जाएँ जीवन की सब सीमाएँ
राहों पे क़दम डगमगाते रहें
छेड़ मेरे हमराही …

तन इक दीपक है साँस दीपक की बाती
हम दोनों के दिल बनके तारे ओ साथी
काली रातों में जगमगाते रहें
छेड़ मेरे हमराही …

chheṛ mere hamrāhī gīt koī aisā
umr bhar ham jise gungunāte raheṅ
chheṛ mere hamrāhī …

milke na bichhaṛeṅ ye dil ye pal ye āṇkheṅ
āe nā āe nā ye rut ye din ye rāteṅ
mausam bāġhoṅ meṅ āte-jāte raheṅ
chheṛ mere hamrāhī …

muṛke na dekheṅge ye pal ye rāheṅ
pīchhe rah jāeṇ jīvan kī sab sīmāeṇ
rāhoṅ pe qadam ḍagamgāte raheṅ
chheṛ mere hamrāhī …

tan ik dīpak hai sāṇs dīpak kī bātī
ham donoṅ ke dil banke tāre o sāthī
kālī rātoṅ meṅ jagamgāte raheṅ
chheṛ mere hamrāhī …