Chham-chham ghunghroo bole

छम-छम घुँघरू बोले
Year
Language

छम-छम घुँघरू बोले मेरी चाल नशीली डोले
मन गाने लगा समझाने लगा तू आज किसी की हो ले -2
छम-छम घुँघरू …

जब से तू दिल में समाने लगा
ज़िन्दगी में नया मज़ा आने लगा -2
बदली है चाल खिल गए गाल
आँखों में सवाल बिखरे हैं बाल
छम-छम घुँघरू …

याद रहे पिया मेरा प्यार सच्चा जी
फिर कभी आपसे मिलेंगे अच्छा जी -2
आपके ग़ुलाम देते हैं सलाम
देख लिया नाच लाओ जी इनाम
छम-छम घुँघरू …

chham-chham ghuṇghrū bole merī chāl naśhīlī ḍole
man gāne lagā samjhāne lagā tū āj kisī kī ho le -2
chham-chham ghuṇghrū …

jab se tū dil meṅ samāne lagā
zindgī meṅ nayā mazā āne lagā -2
badlī hai chāl khil gae gāl
āṇkhoṅ meṅ savāl bikhre haiṅ bāl
chham-chham ghuṇghrū …

yād rahe piyā merā pyār sachchā jī
phir kabhī āpse mileṅge achchhā jī -2
āpke ġhulām dete haiṅ salām
dekh liyā nāch lāo jī inām
chham-chham ghuṇghrū …