चैन मुझे अब आए ना ... तेरे बिना जिया जाए ना
female: हूँ हूँ -4
( चैन मुझे अब आए ना
तेरे बिना जिया जाए ना ) -2
सीली-सीली प्यासी रैना
आके भिगा दे नैना
हो ओ ओ चैन मुझे अब आए ना
तेरे बिना जिया जाए ना
हो
female: हूँ हूँ
बीते दिनों की याद सताती है मन घबराता है रह-रह के
मेरी तनहाई मुझको बुलाती है भाग गया ग़म सह-सह के
कोई मुझे बहलाए ना
तेरे बिना जिया जाए ना
ओ चैन मुझे अब आए ना
तेरे बिना जिया जाए ना
सीली-सीली प्यासी रैना
आके भिगा दे नैना
हो चैन मुझे अब आए ना
तेरे बिना जिया जाए ना
हो
female: हूँ हूँ -2
हर धड़कन में प्यास है तेरी ऐसे में दूर मैं कैसे रहूँ
तुझ बिना दिल का आलम कैसा है तुझसे भला ये कैसे कहूँ
कोई तुझे समझाए ना
तेरे बिना जिया जाए ना
ओ चैन मुझे अब आए ना
तेरे बिना जिया जाए ना
सीली-सीली प्यासी रैना
आके भिगा दे नैना
हो चैन मुझे अब आए ना
तेरे बिना जिया जाए ना
( हो तेरे बिना जिया जाए ना ) -4
हो
female: hūṇ hūṇ -4
( chain mujhe ab āe nā
tere binā jiyā jāe nā ) -2
sīlī-sīlī pyāsī rainā
āke bhigā de nainā
ho o o chain mujhe ab āe nā
tere binā jiyā jāe nā
ho
female: hūṇ hūṇ
bīte dinoṅ kī yād satātī hai man ghabrātā hai rah-rah ke
merī tanhāī mujhko bulātī hai bhāg gayā ġham sah-sah ke
koī mujhe bahlāe nā
tere binā jiyā jāe nā
o chain mujhe ab āe nā
tere binā jiyā jāe nā
sīlī-sīlī pyāsī rainā
āke bhigā de nainā
ho chain mujhe ab āe nā
tere binā jiyā jāe nā
ho
female: hūṇ hūṇ -2
har dhaṛkan meṅ pyās hai terī aise meṅ dūr maiṅ kaise rahūṇ
tujh binā dil kā ālam kaisā hai tujhse bhalā ye kaise kahūṇ
koī tujhe samjhāe nā
tere binā jiyā jāe nā
o chain mujhe ab āe nā
tere binā jiyā jāe nā
sīlī-sīlī pyāsī rainā
āke bhigā de nainā
ho chain mujhe ab āe nā
tere binā jiyā jāe nā
( ho tere binā jiyā jāe nā ) -4
ho