चाँदनी रात में चाँद के सामने, रुख से परदा हटाना
चाँदनी रात में चाँद के सामने
रुख से परदा हटाना गज़ब हो गया
चाँदनी छुप गई चाँद शरमा गया (2)
आपका मुस्कराना गज़ब हो गया
चाँदनी रात में चाँद के सामने
रुख़ से परदा हटाना गज़ब हो गया
झूम कर काली काली घटा जब उठी
रात अपनी तो करवट बदलते कटी (2)
कुछ तो मौसम ने बेचैन रखा हमें
कुछ तेरा याद आना गजब हो गया
चाँदनी रात में
अपने हिस्से में तूफ़ां की तक़दीर थी
ज़िन्दगी अपनी मौजों की ज़ंजीर थी (2)
डूब जाने का अपने हमें ग़म न था
उसका साहिल पे आना गजब हो गया
चाँदनी रात में
चाँदनी रात में चाँद के सामने
रुख़ से परदा हटाना गज़ब हो गया
चाँदनी छुप गई चाँद शरमा गया (2)
आपका मुस्कराना गज़ब हो गया
चाँदनी रात में चाँद के सामने
रुख़ से परदा हटाना गज़ब हो गया
chāṇdnī rāt meṅ chāṇd ke sāmne
rukh se pardā haṭānā gazab ho gayā
chāṇdnī chhup gaī chāṇd śharmā gayā (2)
āpkā muskrānā gazab ho gayā
chāṇdnī rāt meṅ chāṇd ke sāmne
rukh se pardā haṭānā gazab ho gayā
jhūm kar kālī kālī ghaṭā jab uṭhī
rāt apnī to karavaṭ badalte kaṭī (2)
kuchh to mausam ne bechain rakhā hameṅ
kuchh terā yād ānā gajab ho gayā
chāṇdnī rāt meṅ
apne hisse meṅ tūfāṅ kī taqdīr thī
zindgī apnī maujoṅ kī zaṅjīr thī (2)
ḍūb jāne kā apne hameṅ ġham na thā
uskā sāhil pe ānā gajab ho gayā
chāṇdnī rāt meṅ
chāṇdnī rāt meṅ chāṇd ke sāmne
rukh se pardā haṭānā gazab ho gayā
chāṇdnī chhup gaī chāṇd śharmā gayā (2)
āpkā muskrānā gazab ho gayā
chāṇdnī rāt meṅ chāṇd ke sāmne
rukh se pardā haṭānā gazab ho gayā