चाँदी जैसा रंग है तेरा सोने जैसे बाल्
चाँदी जैसा रंग है तेरा सोने जैसे बाल
इक तू ही धनवान है गोरी बाकी सब कंगाल
जिस रस्ते से तू गुजरे वो फूलों से भर जाये (2)
तेरे पैर की कोमल आहट सोते भाग जगाये
जो पत्थर तो छू ले गोरी वो हीरा बन जाये
तू जिसको मिल जाये वो
तू जिसको मिल जाये वो हो जाये मालामाल
इक तू ही धनवान है गोरी बाकी सब कंगाल
जो बेरंग हैं उसपे क्या क्या रंग जमाते लोग (2)
तू नादान न जाने कैसे रूप चुराते लोग
नज़रें जी जी भर के देखें आते जाते लोग
छैल छबीली रानी थोड़ा
छैल छबीली रानी थोड़ा घूँघट और निकाल
इक तू ही धनवान है गोरी बाकी सब कंगाल
घनक घटा कलियाँ और तारे सब हैं तेरा रूप (2)
गज़लें हों या गीत हों मेरे सब में तेरा रूप
यूँ ही चमकती रहे हमेशा तेरे हुस्न की धूप
तुझे नज़र ना लगे किसी की
तुझे नज़र ना लगे किसी की जिये हज़ारों साल
इक तू ही धनवान है गोरी बाकी सब कंगाल
चाँदी जैसा रंग है तेरा सोने जैसे बाल
इक तू ही धनवान है गोरी बाकी सब कंगाल्
chāṇdī jaisā raṅg hai terā sone jaise bāl
ik tū hī dhanvān hai gorī bākī sab kaṅgāl
jis raste se tū gujre vo phūloṅ se bhar jāye (2)
tere pair kī komal āhaṭ sote bhāg jagāye
jo patthar to chhū le gorī vo hīrā ban jāye
tū jisko mil jāye vo
tū jisko mil jāye vo ho jāye mālāmāl
ik tū hī dhanvān hai gorī bākī sab kaṅgāl
jo beraṅg haiṅ uspe kyā kyā raṅg jamāte log (2)
tū nādān na jāne kaise rūp churāte log
nazreṅ jī jī bhar ke dekheṅ āte jāte log
chhail chhabīlī rānī thoṛā
chhail chhabīlī rānī thoṛā ghūṇghaṭ aur nikāl
ik tū hī dhanvān hai gorī bākī sab kaṅgāl
ghanak ghaṭā kaliyāṇ aur tāre sab haiṅ terā rūp (2)
gazleṅ hoṅ yā gīt hoṅ mere sab meṅ terā rūp
yūṇ hī chamaktī rahe hameśhā tere husn kī dhūp
tujhe nazar nā lage kisī kī
tujhe nazar nā lage kisī kī jiye hazāroṅ sāl
ik tū hī dhanvān hai gorī bākī sab kaṅgāl
chāṇdī jaisā raṅg hai terā sone jaise bāl
ik tū hī dhanvān hai gorī bākī sab kaṅgāl