Title (Indic)मझधार में डूब गई ... काहे अब रे बलम् WorkBuzdil Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sachin Dev Burman Performer Surinder Kaur Writer Kaifi Azmi LyricsHindiमझधार में कश्ति डूब गई कुcच ऐसा नसीबा फूट गया जब हाथ बढ़े दामन की तरफ़ दामन भी तुम्हारा रूठ गया काहे अब रे बलम धीरे धीरे तेरा ग़म ढाये दिल पे सितम काहे अब रे बलम … तू लाख सता, तू लाख रुला उलफ़त को मिटाना मुश्किल है क़दमों पे तेरे जो डाल दिया उस दिल को उठाना मुश्किल है कैसे बाज़ाएँ हम धीरे धीरे तेरा ग़म ढाये दिल पे सितम कैसे बा ज़ाएँ हम … Englishmajhdhār meṅ kaśhti ḍūb gaī kucch aisā nasībā phūṭ gayā jab hāth baṛhe dāman kī taraf dāman bhī tumhārā rūṭh gayā kāhe ab re balam dhīre dhīre terā ġham ḍhāye dil pe sitam kāhe ab re balam … tū lākh satā, tū lākh rulā ulafat ko miṭānā muśhkil hai qadmoṅ pe tere jo ḍāl diyā us dil ko uṭhānā muśhkil hai kaise bāzāeṇ ham dhīre dhīre terā ġham ḍhāye dil pe sitam kaise bā zāeṇ ham …