Title (Indic)जाने न जाने न हाय ये दुनिया जाने न दिल की लगी WorkBuzdil Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sachin Dev Burman Performer Lata Mangeshkar Writer Shailendra LyricsHindiजाने न, जाने न हाय ये दुनिया जाने न दिल की लगी बिगड़ी बनाऊँ, कैसे उनको मनाऊँ रे ये दुनिया जाने न दिल की लगी हाय राम, जाने न दिल की लगी दिल में रहे वो मेरे दिल की न जानी हाय दिल की न जानी काँटों में उलझी रोये मेरी ज़िंदगानी रोये मेरी जवानी कैसे इसे सुलझाऊँ, मैं कैसे कैसे इसे सुलझाऊँ रे ये दुनिया जाने न दिल की लगी हाय राम, जाने न दिल की लगी साथ-सहारे छूटे आस के तारे टूटे आस के तारे कलियाँ तो खिल न सकीं दिल से अंगारे फूटे दिल से अंगारे आग से आग बुझाऊँ बुझाऊँ कैसे आग से आग बुझाऊँ रे ये दुनिया जाने न दिल की लगी हाय राम, जाने न दिल की लगी जाने न, जाने न हाय ये दुनिया जाने न दिल की लगी Englishjāne na, jāne na hāy ye duniyā jāne na dil kī lagī bigaṛī banāūṇ, kaise unko manāūṇ re ye duniyā jāne na dil kī lagī hāy rām, jāne na dil kī lagī dil meṅ rahe vo mere dil kī na jānī hāy dil kī na jānī kāṇṭoṅ meṅ uljhī roye merī ziṅdgānī roye merī javānī kaise ise suljhāūṇ, maiṅ kaise kaise ise suljhāūṇ re ye duniyā jāne na dil kī lagī hāy rām, jāne na dil kī lagī sāth-sahāre chhūṭe ās ke tāre ṭūṭe ās ke tāre kaliyāṇ to khil na sakīṅ dil se aṅgāre phūṭe dil se aṅgāre āg se āg bujhāūṇ bujhāūṇ kaise āg se āg bujhāūṇ re ye duniyā jāne na dil kī lagī hāy rām, jāne na dil kī lagī jāne na, jāne na hāy ye duniyā jāne na dil kī lagī