in the background : gumsum gumsum gupchup
gum-sum, gum-sum gup-chup
gum-sum, gam gup-chup
hal-chal, hal-chal ho gayī terī
hoṅṭh hai tere chup
khal-bal, khal-bal ho gayī terī
baiṭheṅ haiṅ gupchup
pyārā-pyārā chehrā lekar degyā iśhārā
dekhā terī āṇkhoṅ ne hai sapnā koī pyārā
hamse gorī nā tū śharmāo, ā kah de hamse zarā - 2
(kahnā hī kyā ye nain jo ek anjān se jo mile
chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile (background chorus ceases)
armān naye aise dil meṅ khile jinko kabhī maiṅ nā jānūṅ
vo hamse ham unse kabhī nā mile, kaise mile dil nā jānūṅ
ab kyā kareṅ, kyā nām leṅ, kaise unhe maiṅ pukārūṅ ) - 2
ga ma pa ga ā
ga ma pa ni
ravi: and i loose it here
reeta: [all that stuff in the backgound : -)
pahlī najar meṅ kuchh ham kuchh tum ho jāteṅ hai yūṅ gum
naino se barsāe rim-jhim, rim-jhim hampe pyār kā sāvan
śharm thoṛī-thoṛī hamko āye to nazreṅ jhuk jāeṅ
sitam thoṛā-thoṛā hampe śhok havā bhī kar jāye
aisī chalī āṇchal uṛe dil meṅ ek tūfān uṭhe
ham to luṭ gaye khaṛe hī khaṛe
kahnā hī kyā …
cho: gumsum …
in hoṅṭhoṅ ne māṇgā sargam, sargam tū aur terā hī pyār hai
āṇkheṅ ḍhūṅḍhe hai jisko har dam, har dam tū aur terā hī pyār hai
mahafil meṅ bhī tanhā hai dil aise, dil aise
tujhko kho nā de ḍartā hai ye aise, ye aise
āj milī aisī khuśhī jhūm uṭhī duniyā ye merī
tumko pāyā to pāī zindgī
kahnā hī kyā …