Title (Indic)अखियों को रेहने दो, अखियों के आस पास् WorkBobby Year1973 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiटूटके दिल के टुकड़े टुकड़े हो गए मेरे सीने में आ गले लगके मर जाएं, क्या रखा है जीने में अँखियों को रहने दे, अँखियों के आस पास दूर से दिल की बुझती रहे प्यास दर्द ज़माने में कम नहीं मिलते सब को मोहब्बत से ग़म नहीं मिलते टूटने वाले दिल होते हैं कुछ खास दूर से दिल की बुझती रहे प्यास रह गई दुनिया में नाम की खुशियाँ तेरे मेरे किस काम की खुशियाँ सारी उम्र हमको रहन है यूँ उदास दूर से दिल की बुझती रहे प्यास् Englishṭūṭke dil ke ṭukaṛe ṭukaṛe ho gae mere sīne meṅ ā gale lagke mar jāeṅ, kyā rakhā hai jīne meṅ aṇkhiyoṅ ko rahne de, aṇkhiyoṅ ke ās pās dūr se dil kī bujhtī rahe pyās dard zamāne meṅ kam nahīṅ milte sab ko mohabbat se ġham nahīṅ milte ṭūṭne vāle dil hote haiṅ kuchh khās dūr se dil kī bujhtī rahe pyās rah gaī duniyā meṅ nām kī khuśhiyāṇ tere mere kis kām kī khuśhiyāṇ sārī umr hamko rahan hai yūṇ udās dūr se dil kī bujhtī rahe pyās