Title (Indic)चल उड़ जा रे पंछी कि अब ये देश हुआ बेगाना WorkBhabhi Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music Chitra Gupta Performer Mohammad Rafi Writer Rajendra Krishan LyricsHindiचल उड़ जा रे पंछी (2) कि अब ये देश हुआ बेगाना चल उड़ जा रे पंछी … खतम हुए दिन उस डाली के जिस पर तेरा बसेरा था आज यहाँ और कल हो वहाँ ये जोगी वाला फेरा था सदा रहा है इस दुनिया में किसका आबू-दाना चल उड़ जा रे पंछी … तूने तिनका-तिनका चुन कर, नगरी एक बसाई बारिश में तेरी भीगी काया, धूप में गरमी छाई ग़म ना कर जो तेरी मेहनत तेरे काम ना आई अच्छा है कुछ ले जाने से देकर ही कुछ जाना चल उड़ जा रे पंछी … भूल जा अब वो मस्त हवा वो उड़ना डाली-डाली जब आँख की काँटा बन गई, चाल तेरी मतवाली कौन भला उस बाग को पूछे, हो ना जिसका माली तेरी क़िस्मत में लिखा है जीते जी मर जाना चल उड़ जा रे पंछी … रोते हैं वो पँख-पखेरू साथ तेरे जो खेले जिनके साथ लगाये तूने अरमानों के मेले भीगी आँखों से ही उनकी, आज दुआयें ले ले किसको पता अब इस नगरी में कब हो तेरा आना चल उड़ जा रे पंछी … Englishchal uṛ jā re paṅchhī (2) ki ab ye deśh huā begānā chal uṛ jā re paṅchhī … khatam hue din us ḍālī ke jis par terā baserā thā āj yahāṇ aur kal ho vahāṇ ye jogī vālā pherā thā sadā rahā hai is duniyā meṅ kiskā ābū-dānā chal uṛ jā re paṅchhī … tūne tinkā-tinkā chun kar, nagrī ek basāī bāriśh meṅ terī bhīgī kāyā, dhūp meṅ garmī chhāī ġham nā kar jo terī mehnat tere kām nā āī achchhā hai kuchh le jāne se dekar hī kuchh jānā chal uṛ jā re paṅchhī … bhūl jā ab vo mast havā vo uṛnā ḍālī-ḍālī jab āṇkh kī kāṇṭā ban gaī, chāl terī matvālī kaun bhalā us bāg ko pūchhe, ho nā jiskā mālī terī qismat meṅ likhā hai jīte jī mar jānā chal uṛ jā re paṅchhī … rote haiṅ vo pṇkh-pakherū sāth tere jo khele jinke sāth lagāye tūne armānoṅ ke mele bhīgī āṇkhoṅ se hī unkī, āj duāyeṅ le le kisko patā ab is nagrī meṅ kab ho terā ānā chal uṛ jā re paṅchhī …