Title (Indic)चल उड जा रे पंछी, के अब ये देस हुआ बेगाना WorkBhabhi Year1957 LanguageHindi Credits Role Artist Music Chitragupt Performer Mohammad Rafi Writer Rajendra Krishan LyricsHindiचल उड़ जा रे पंछी की अब ये देस हुआ बेगाना तू ने तिनका तिनका चुनकर नगरी एक बसाई बारीश में तेरी भीगी पाख़े, धूप में गर्मी खाई ग़म ना कर जो तेरी मेहनत तेरे काम ना आई अच्छा है कुछ ले जाने से दे कर ही कुछ जाना भूल जा अब वो मस्त हवा, वो उड़ना डाली डाली जग की आँख का कांटा बन गई चाल तेरी मतवाली कौन भला उस बाग को पूछे, हो ना जिसका माली तेरी किस्मत में लिखा है, जीते जी मर जाना रोते हैं वो पंख पखेरू, साथ तेरे जो खेले जिनके साथ लगाये तू ने अरमानों के मेले भीगी अँखियों से ही उनकी आज दुआएं ले ले किसको पता अब इस नगरी में कब हो तेरा आना Englishchal uṛ jā re paṅchhī kī ab ye des huā begānā tū ne tinkā tinkā chunkar nagrī ek basāī bārīśh meṅ terī bhīgī pākhe, dhūp meṅ garmī khāī ġham nā kar jo terī mehnat tere kām nā āī achchhā hai kuchh le jāne se de kar hī kuchh jānā bhūl jā ab vo mast havā, vo uṛnā ḍālī ḍālī jag kī āṇkh kā kāṅṭā ban gaī chāl terī matvālī kaun bhalā us bāg ko pūchhe, ho nā jiskā mālī terī kismat meṅ likhā hai, jīte jī mar jānā rote haiṅ vo paṅkh pakherū, sāth tere jo khele jinke sāth lagāye tū ne armānoṅ ke mele bhīgī aṇkhiyoṅ se hī unkī āj duāeṅ le le kisko patā ab is nagrī meṅ kab ho terā ānā