Title (Indic)धूप में निकलो घटाओं में नहाकर देखो WorkBest of Sajda LanguageHindi Credits Role Artist Performer Jagjit Singh Writer Nida Fazli LyricsHindiधूप में निकलो घटाओं में नहाकर देखो ज़िन्दगी क्या है किताबों को हटाकर देखो वो सितारा चमकने दो यूँही आँखों में क्या ज़रूरी है उसे जिस्म बनाकर देखो पत्थरों में भी ज़ुबां होती है, दिल होता है अपने घर के दर-ओ-दीवार सजाकर देखो फ़ासिला नज़रों का धोखा भी तो हो सकता है वो मिले या ना मिले हाथ बढ़ाकर देखो Englishdhūp meṅ niklo ghaṭāoṅ meṅ nahākar dekho zindgī kyā hai kitāboṅ ko haṭākar dekho vo sitārā chamakne do yūṇhī āṇkhoṅ meṅ kyā zarūrī hai use jism banākar dekho patthroṅ meṅ bhī zubāṅ hotī hai, dil hotā hai apne ghar ke dar-o-dīvār sajākar dekho fāsilā nazroṅ kā dhokhā bhī to ho saktā hai vo mile yā nā mile hāth baṛhākar dekho