Title (Indic)फिर छिड़ी रात, बात फूलों की WorkBazaar Year1982 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khayyam Performer Talat Aziz Performer Lata Mangeshkar Writer Maqdoom Mohiuddin LyricsHindiम: (फिर छिड़ी रात, बात फूलों की फ़: रात है या बारात फूलों की) -2 फ़: फूल के हैं फूल के गजरे -2 शाम फूलों की, रात फूलों की म: आपका साथ-साथ फूलों का -2 आपकी बात बात फूलों की फ़: फूल खिलते रहेंगे दुनिया में -2 रोज़ निकलेगी बात फूलों की म: नज़रें मिलती हैं जाम मिलते हैं -2 मिल रही है हयात फूलों की म/फ़: ये महकती हुई ग़ज़ल मख़दूं -2 जैसे सहरा में रात फूलों की Englishma: (phir chhiṛī rāt, bāt phūloṅ kī fa: rāt hai yā bārāt phūloṅ kī) -2 fa: phūl ke haiṅ phūl ke gajre -2 śhām phūloṅ kī, rāt phūloṅ kī ma: āpkā sāth-sāth phūloṅ kā -2 āpkī bāt bāt phūloṅ kī fa: phūl khilte raheṅge duniyā meṅ -2 roz niklegī bāt phūloṅ kī ma: nazreṅ miltī haiṅ jām milte haiṅ -2 mil rahī hai hayāt phūloṅ kī ma/fa: ye mahaktī huī ġhazal makhdūṅ -2 jaise sahrā meṅ rāt phūloṅ kī