Title (Indic)फिर छिडी रात, बात फुलों की WorkBazaar Year1982 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khayyam Performer Talat Aziz Performer Lata Mangeshkar Writer Maqdoom Mohiuddin LyricsHindiफिर छिड़ी रात बात फूलों की रात है या बरात फूलों की फुल के हार, फुल के गजरे शाम फूलों की, रात फूलों की आप का साथ, साथ फूलों का आप की बात, बात फूलों की फुल खिलते रहेंगे दुनिया में रोज निकलेगी बात फूलों की नज़रे मिलती हैं, जाम मिलते हैं मिल रही है हयात फूलों की ये महकती हुयी गज़ल मखदूम जैसे सेहरा में रात फूलों की Englishphir chhiṛī rāt bāt phūloṅ kī rāt hai yā barāt phūloṅ kī phul ke hār, phul ke gajre śhām phūloṅ kī, rāt phūloṅ kī āp kā sāth, sāth phūloṅ kā āp kī bāt, bāt phūloṅ kī phul khilte raheṅge duniyā meṅ roj niklegī bāt phūloṅ kī nazre miltī haiṅ, jām milte haiṅ mil rahī hai hayāt phūloṅ kī ye mahaktī huyī gazal makhdūm jaise sehrā meṅ rāt phūloṅ kī