बहारों ने छेड़ा ख़ुशी का तराना
बहारों ने छेड़ा ख़ुशी का तराना -2
मेरी आज उनसे मुलाक़ात होगी -2
बहारों ने छेड़ा …
सलाम-ए-मोहब्बत मैं उनसे कहूँगा -2
तराना वफ़ा का सुना के रहूँगा
दिल को यक़ीं है वो बात मेरी मान जाएँगे -2
बहारों ने छेड़ा …
मुहब्बत की राहों में जीने से पहले -2
लगाऊँगा मैं उनको सीने से पहले
वो प्यार के इकरार को पहचान जाएँगे -2
बहारों ने छेड़ा …
मुक़द्दर से आए मुलाक़ात के दिन -2
ये दिन भी तो हैं उनकी इनायात के दिन
हम आज बन के हुस्न के मेहमान जाएँगे -2
बहारों ने छेड़ा …
bahāroṅ ne chheṛā khuśhī kā tarānā -2
merī āj unse mulāqāt hogī -2
bahāroṅ ne chheṛā …
salām-e-mohabbat maiṅ unse kahūṇgā -2
tarānā vafā kā sunā ke rahūṇgā
dil ko yaqīṅ hai vo bāt merī mān jāeṇge -2
bahāroṅ ne chheṛā …
muhabbat kī rāhoṅ meṅ jīne se pahle -2
lagāūṇgā maiṅ unko sīne se pahle
vo pyār ke ikrār ko pahchān jāeṇge -2
bahāroṅ ne chheṛā …
muqaddar se āe mulāqāt ke din -2
ye din bhī to haiṅ unkī ināyāt ke din
ham āj ban ke husn ke mehmān jāeṇge -2
bahāroṅ ne chheṛā …