बदरा ले जा नीर हमारे, जा के बरस साजन के द्वारे
सावन आया बदरा बरसे
बरसन लागी अँखियाँ
कुहुक उठे है मन में मेरे
बीते न मोसे रतियाँ
बदरा ले जा नीर हमारे -2
जा के बरस साजन के द्वारे -2
बदरा ले जा नीर हमारे
आस का दामन हाथ से छूटा -2
बैरी जग ने प्यार में लूटा -2
पी का हर वादा है झुठा -2
झूठे प्यार के बंधन सारे -2
बदरा ले जा नीर हमारे -2
कब से गए हो कब आओगे -2
कब सूरतिया दिखलाओगे -2
दर्शन प्यासे नैन बेचारे -2
बदरा ले जा नीर हमारे -2
कहना मेरे पी से जाके -2
भूले क्यों पर्देस में जाके -2
बैठी हूँ आस का दीप जलाए -2
आने की तेरे राह सवारे -2
बदरा ले जा नीर हमारे
ले जा नीर हमारे -3
बदरा ले जा नीर हमारे
sāvan āyā badrā barse
barasan lāgī aṇkhiyāṇ
kuhuk uṭhe hai man meṅ mere
bīte na mose ratiyāṇ
badrā le jā nīr hamāre -2
jā ke baras sājan ke dvāre -2
badrā le jā nīr hamāre
ās kā dāman hāth se chhūṭā -2
bairī jag ne pyār meṅ lūṭā -2
pī kā har vādā hai jhuṭhā -2
jhūṭhe pyār ke baṅdhan sāre -2
badrā le jā nīr hamāre -2
kab se gae ho kab āoge -2
kab sūrtiyā dikhlāoge -2
darśhan pyāse nain bechāre -2
badrā le jā nīr hamāre -2
kahnā mere pī se jāke -2
bhūle kyoṅ pardes meṅ jāke -2
baiṭhī hūṇ ās kā dīp jalāe -2
āne kī tere rāh savāre -2
badrā le jā nīr hamāre
le jā nīr hamāre -3
badrā le jā nīr hamāre