Title (Indic)दुनिया बदल रही है आँसू बहाने वाले WorkBadal Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Lata Mangeshkar Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiदुनिया बदल रही है आँसू बहाने वाले आँसू बहाने वाले तूफ़ान आँसुओं का पलकों में अब छुपा ले आँसू बहाने वाले ( दिल मेरा तुझ से बोले आँसू बना ले शोले ) -2 उम्मीद की किरण से ये दिल का दाग़ धो ले इन ग़म की आँधियों में मन के दिये जला ले आँसू बहाने वाले तूफ़ान आँसुओं का पलकों में अब छुपा ले आँसू बहाने वाले ( अब दूर कर अंधेरा चमकेगा फिर सवेरा ) -2 तुझसे नज़र मिला कर भर आया दिल भी मेरा उजड़ी जवानियों से बिगड़ी को तू बना ले आँसू बहाने वाले तूफ़ान आँसुओं का पलकों में अब छुपा ले आँसू बहाने वाले ( तू भी तो अब बदल जा ये वक़्त है सम्भल जा ) -2 रोकेगा कौन तुझको एक तीर बन के चल जा मैं दिल का साज़ छेड़ूँ तू सुख के गीत गा ले आँसू बहाने वाले तूफ़ान आँसुओं का पलकों में अब छुपा ले आँसू बहाने वाले Englishduniyā badal rahī hai āṇsū bahāne vāle āṇsū bahāne vāle tūfān āṇsuoṅ kā palkoṅ meṅ ab chhupā le āṇsū bahāne vāle ( dil merā tujh se bole āṇsū banā le śhole ) -2 ummīd kī kiraṇ se ye dil kā dāġh dho le in ġham kī āṇdhiyoṅ meṅ man ke diye jalā le āṇsū bahāne vāle tūfān āṇsuoṅ kā palkoṅ meṅ ab chhupā le āṇsū bahāne vāle ( ab dūr kar aṅdherā chamkegā phir saverā ) -2 tujhse nazar milā kar bhar āyā dil bhī merā ujaṛī javāniyoṅ se bigaṛī ko tū banā le āṇsū bahāne vāle tūfān āṇsuoṅ kā palkoṅ meṅ ab chhupā le āṇsū bahāne vāle ( tū bhī to ab badal jā ye vaqt hai sambhal jā ) -2 rokegā kaun tujhko ek tīr ban ke chal jā maiṅ dil kā sāz chheṛūṇ tū sukh ke gīt gā le āṇsū bahāne vāle tūfān āṇsuoṅ kā palkoṅ meṅ ab chhupā le āṇsū bahāne vāle