Title (Indic)दो दिन के लिये महमान यहाँ WorkBadal Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Lata Mangeshkar Writer Shailendra LyricsHindiदो दिन के लिये महमान यहाँ मालूम नहीं मंज़िल है कहाँ अरमान भरा दिल तो है मगर जो दिल से मिले वो दिल है कहाँ एक फूल जला एक फूल खिला कुछ अपना लुटा कुछ उनको मिला कैसे करें क़िसमत से गिला हम कैसे करें क़िसमत से गिला रंगीन हर एक महफ़िल है कहाँ दो दिन के लिये … दुनिया में सवेरा होने लगा इस दिल में अंधेरा होने लगा हर ज़ख्म सिसक के रोने लगा किस मुँह से कहे क़ातिल है कहाँ दो दिन के लिये … जलता है जिगर उठता है धुआँ आँखों से मेरी आँसू है रवाँ मरने से हो जाये दफ़ा जो मरने से हो जाये दफ़ा ऐसी ये मेरी मुश्किल है कहाँ दो दिन के लिये … Englishdo din ke liye mahmān yahāṇ mālūm nahīṅ maṅzil hai kahāṇ armān bharā dil to hai magar jo dil se mile vo dil hai kahāṇ ek phūl jalā ek phūl khilā kuchh apnā luṭā kuchh unko milā kaise kareṅ qismat se gilā ham kaise kareṅ qismat se gilā raṅgīn har ek mahafil hai kahāṇ do din ke liye … duniyā meṅ saverā hone lagā is dil meṅ aṅdherā hone lagā har zakhm sisak ke rone lagā kis muṇh se kahe qātil hai kahāṇ do din ke liye … jaltā hai jigar uṭhtā hai dhuāṇ āṇkhoṅ se merī āṇsū hai ravāṇ marne se ho jāye dafā jo marne se ho jāye dafā aisī ye merī muśhkil hai kahāṇ do din ke liye …