अश्क़ आँखों से रवाँ और जिगर जलता है
क्या क़यामत है कि बरसात में घर जलता है
न कहीं आग न शोले न धुआँ उठता है
वाह किस ढंग से उलफ़त का शहर जलता है
क्या क़यामत है कि बरसात में घर जलता है
आमद-ए-सुबह से जो ग़ुल हो वो चराग़ नहीं
दिल-ए-मासूम सनम शाम-ओ-सहर जलता है
क्या क़यामत है कि बरसात में घर जलता है
aśhq āṇkhoṅ se ravāṇ aur jigar jaltā hai
kyā qayāmat hai ki barsāt meṅ ghar jaltā hai
na kahīṅ āg na śhole na dhuāṇ uṭhtā hai
vāh kis ḍhaṅg se ulafat kā śhahar jaltā hai
kyā qayāmat hai ki barsāt meṅ ghar jaltā hai
āmad-e-subah se jo ġhul ho vo charāġh nahīṅ
dil-e-māsūm sanam śhām-o-sahar jaltā hai
kyā qayāmat hai ki barsāt meṅ ghar jaltā hai