ā
ā
śha: jāo sidhāro
jāo sidhāro he rādhā ke śhyām
ko: he rādhā ke śhyām
bā: lāj tumhāre hāth hai dekho prīt na ho badnām
ko: prīt na ho badnām
śha: āj se terī rāh takūṇgī ās kā dāman thām
ko: he rādhā ke śhyām
bā: bhūl na jānā koī sidhārā leke tumhārā nām
ko: prīt na ho badnām -3
mu: dil ye kiskā hai merī jān jigar kiskā hai -2
śha: āvo milkar javānī kī lūṭeṅ bahār -2
mu: terī bāṇheṅ gale meṅ haiṅ phūloṅ kā hār
terī bāṇheṅ
terī bāṇheṅ gale meṅ haiṅ phūloṅ kā hār
do: āvo milkar javānī kī lūṭeṅ bahār
āvo milkar javānī kī
śha: mujhko ulafat ke fareboṅ meṅ bahut kuchh jakaṛā -2
maiṅne duniyā ko jhaṭak kar terā dāman pakaṛā -2
mu: ab to raste meṅ apne nahīṅ koī khār
ab to raste meṅ
śha: hoy
do: ab to raste meṅ apne nahīṅ koī khār
āvo milkar javānī kī lūṭeṅ bahār -2
āvo milkar javānī kī
bā: idhar to dekh merī jān kaun āyā hai
ye kaun chāṇd-sitāre sameṭ lāy hai
ab to kar le pyār sajniyā ab to kar le pyār re -2
sūraj jaisā lāyā ṭīkā chāṇd bhī jiske āge phīkā -2
tere gale ko lāyā pyārī jagamag-jagmag hār re -2
ab to kar le pyār sajniyā ab to kar le pyār re
ab to kar le pyār sajniyā
dil meṅ taṛap rahe haiṅ jo armāṇ nikāl de
mere gale meṅ dauṛ ke bāṇheṅ to ḍāl de
śha: ab ye bāṇheṅ nahīṅ bekal terī gardan ke liye
hāth bhī ab nā baṛhānā mere dāman ke liye
mil gayā mere gulistāṇ ko sajāne vālā -2
lāl-o-gauhar mere kadmoṅ pe luṭāne vālā -2
terā-merā nātā kyā hai merā uskā pyār re
merā uskā pyār re
merā uskā pyār
bā: apne pahlūṇ meṅ samajhtā thā ke dil rakhtī hai tū
ko: ke dil rakhtī hai tū
bā: dil nahīṅ sīne meṅ ek patthar ki sil rakhtī hai tū
ko: patthar ki sil rakhtī hai tū
bā: makra ?? kī putlī vāf ke nām kī duśhman hai tū
ko: duśhman hai tū
bā: ḍas ke mere dil ko jo paltī hai vo nāgan hai tū
ko: nāgan hai tū -3
bā: apnī izazat apnī vaqaat apnī ġhairat bech dī
ko: ġhairat bech dī, bech dī
bā: tūne daulat ke liye apnī mohabbat bech dī
ko: mohabbat bech dī
bā: mohabbat bech dī
ko: mohabbat bech dī
bā: mohabbat bech dī