Arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil naheen rahaa

अर्ज़-ए-नियाज़-ए-इश्क़ के क़ाबिल नहीं रहा
Year
Language

अर्ज़-ए-नियाज़-ए-इश्क़ के क़ाबिल नहीं रहा
जिस दिल पे नाज़ था मुझे वो दिल नहीं रहा

जाता हूँ दाग़-ए-हसरत-ए-हस्ती लिये हुए
हूँ शम्मा कुश्ता-दर ख़ुर-ए-महफ़िल नहीं रहा

वाँ कर दिये हैं शौक़ ने बन्द-ए-नक़ाब-ए-हुस्न
ग़ैर अज़ निगाह अब कोई हायिल नहीं रहा

बेदाद-ए-इश्क़ से नहीं डरता मगर 'असद्'
जिस दिल पे नाज़ था मुझे वो दिल नहीं रहा

arz-e-niyāz-e-iśhq ke qābil nahīṅ rahā
jis dil pe nāz thā mujhe vo dil nahīṅ rahā

jātā hūṇ dāġh-e-hasrat-e-hastī liye hue
hūṇ śhammā kuśhtā-dar khur-e-mahafil nahīṅ rahā

vāṇ kar diye haiṅ śhauq ne band-e-naqāb-e-husn
ġhair az nigāh ab koī hāyil nahīṅ rahā

bedād-e-iśhq se nahīṅ ḍartā magar 'asad'
jis dil pe nāz thā mujhe vo dil nahīṅ rahā