Title (Indic)मैं तो हूँ पागल मुंडा तू है मेरी सोनी कुड़ी WorkArmy Year1996 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Bali Brahmabhatt Writer Sameer LyricsHindiमैं तो हूँ पागल मुंडा तू है मेरी सोनी कुड़ी लेके दिल के पिंजरे को बुलबुल मेरी कहां उड़ी रस्ते में खड़ा है ज़िद पे क्यों अड़ा है मेरे पीछे पड़ा है तू दीवाना बड़ा है रब्बा आई मुसीबत बड़ी मैं तो हूँ पागल … पतली कमर से ठुमका जो मारे हो जाएं पागल सारे कंवारे मिर्ची के जैसी बोली नैनों से मारे गोली देखे तो चेहरे से लगती है भोली देखा कहीं न ऐसा अनाड़ी उल्टी चलाए चाहत की गाड़ी मेरी मर्ज़ी न जाने मेरी बातें न माने छेड़े है राहों में करके बहाने मैं तो हूँ पागल … तीखी हसीना मीठी कटारी कब तक रहेगी ऐसी कंवारी लेके मैं डोली आऊँ हाथी घोड़े भी लाऊँ दीवानी दुल्हन मैं तुझको बनाऊं तेरी है तेरी मेरी जवानी मैं भी बनूंगी ख्वाबों की रानी जल्दबाज़ी न करना ऐसे आहें ना भरना तेरी ही बाहों में है जीना मरना मैं तो हूँ पागल … Englishmaiṅ to hūṇ pāgal muṅḍā tū hai merī sonī kuṛī leke dil ke piṅjre ko bulbul merī kahāṅ uṛī raste meṅ khaṛā hai zid pe kyoṅ aṛā hai mere pīchhe paṛā hai tū dīvānā baṛā hai rabbā āī musībat baṛī maiṅ to hūṇ pāgal … patlī kamar se ṭhumkā jo māre ho jāeṅ pāgal sāre kaṅvāre mirchī ke jaisī bolī nainoṅ se māre golī dekhe to chehre se lagtī hai bholī dekhā kahīṅ na aisā anāṛī ulṭī chalāe chāhat kī gāṛī merī marzī na jāne merī bāteṅ na māne chheṛe hai rāhoṅ meṅ karke bahāne maiṅ to hūṇ pāgal … tīkhī hasīnā mīṭhī kaṭārī kab tak rahegī aisī kaṅvārī leke maiṅ ḍolī āūṇ hāthī ghoṛe bhī lāūṇ dīvānī dulhan maiṅ tujhko banāūṅ terī hai terī merī javānī maiṅ bhī banūṅgī khvāboṅ kī rānī jaldbāzī na karnā aise āheṅ nā bharnā terī hī bāhoṅ meṅ hai jīnā marnā maiṅ to hūṇ pāgal …